Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hai – Kaalia
Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hai tumhare paas? – Deewar
Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hai, naam hai Shahenshah – Shahenshah
Main aaj bhi phenke hue paise nahi uthata- Deewar
Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal- Agneepath
Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye iss gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hai- Mohabbatein
Na shabd ek shabd nahi, apne aap me ek pura vakya hai – Pink